Saturday, May 12, 2007

Mausam

Zindagi Ne Zindagi Bhar Gam Diye
Jitne Bhi Mausam Diye Sab Nam Diye
Zindagi Ne Zindagi Bhar Gam Diye
Jitne Bhi Mausam Diye Sab Nam Diye
Zindagi Ne Zindagi Bhar Gam Diye
Jitne Bhi Mausam Diye Sab Nam Diye

Jab Tadapta Hai Kabhi Apna Koi
Khoon Ke Aansoo Rula De Bebasi
Jab Tadapta Hai Kabhi Apna Koi
Khoon Ke Aansoo Rula De Bebasi

Jee Ke Phir Karna Kya Mujhko Aisi Zindagi
Jee Ke Phir Karna Kya Mujhko Aisi Zindagi

Jisne Zakhmon Ko Nahi Marham Diye
Zindagi Ne Zindagi Bhar Gam Diye
Jitne Bhi Mausam Diye Sab Nam Diye
Zindagi Ne Zindagi Bhar Gam Diye

Apne Hi Pesh Aaye Humse Ajnabee
Waqt Ki Saajish Koi Samjha Nahi
Apne Hi Pesh Aaye Humse Ajnabee
Waqt Ki Saajish Koi Samjha Nahi

Yeh Maana Kuch Khatayein Humse Ho Gayi

Raah Mein Patthar Meri Har Dam Diye
Zindagi Ne Zindagi Bhar Gam Diye
Jitne Bhi Mausam Diye Sab Nam Diye

Zindagi Ne Zindagi Bhar Gam Diye

Ek Mukambal Kashmakash Hai Zindagi
Usne Humse Ki Kabhi Naa Dosti
Ek Mukambal Kashmakash Hai Zindagi
Usne Humse Ki Kabhi Naa Dosti

Jab Mili Mujhko Aasoo Ke Woh Tohphe De Gayi

Has Sake Hum Aise Mauke Kam Diye
Has Sake Hum Aise Mauke Kam Diye

Zindagi Ne Zindagi Bhar Gam Diye
Jitne Bhi Mausam Diye Sab Nam Diye

Zindagi Ne Zindagi Bhar Gam Diye

Rishtey

ristey toh nahi rishton ki parchaayiyaan mile
yeh kaisi bheed bass yahaan tanhaayiyaan mile

ristey toh nahi rishton ki parchaayiyaan mile
yeh kaisi bheed bass yahaan tanhaayiyaan mile

ristey toh nahi rishton ki parchaayiyaan mile
yeh kaisi bheed bass yahaan tanhaayiyaan mile

ek chhat ke tale ajanabi ho jaate hai rishtey
bistar pe chaadaro se chhup so jaate hai rishtey

ek chhat ke tale ajanabi ho jaate hai rishtey
bistar pe chaadaro se chhup so jaate hai rishtey

dhunde se bhi iname nahi darmaayiyaan mile
yeh kaisi bheed hai bass yahaan tanahaayiyaan mile

jisko bhi dekhiye woh adhura sa hai yahaan
jaise kahin ho aur woh aadha rakha huwa

jisko bhi dekhiye woh adhura sa hai yahaan
jaise kahin ho aur woh aadha rakha huwa

ho jab jahaan jude wahi judaayiyaan mile
yeh kaisi bheed bass yahaan tanhaayiyaan mile

ristey toh nahi rishton ki parchaayiyaan mile
yeh kaisi bheed bass yahaan tanhaayiyaan mile

Beete lamhe

Dard mein bhi yeh lab muskura jaate hai
Beete lamhein humein jab bhi yaad aate hai
Dard mein bhi yeh lab muskura jaate hai
Beete lamhein humein jab bhi yaad aate hai
Beete lamheinnnnn........

Chand lamhoon ke vaaste hi sahi
Mushkura kar mili thi mujhe zindagi
Chand lamhoon ke vaaste hi sahi
Mushkura kar mili thi mujhe zindagi

Teri aagosh din the mere kate
Teri baaahon mein thi mere raatien kati
OoOOooOOO OO

Aaj bhi jab woh pal mujhko yaad aate hain
Dil se saare gumo ko bhoola jate hai
Dard mein bhi yeh lab muskura jaate hai
Beete lamhein humein jab bhi yaad aate hai
Dard mein bhi yeh lab muskura jaate hai
Beete lamhein humein jab bhi yaad aate hai

Beete lamheinnnnn

Mere kandhein mein sar ko Jukana Tera
Mere sene mein khud ko chupana teraa


Aake mere panaho mein shaam-o-seher
Kanch ki trah woh tut jana tera

OoOOooOOO OO

Aaj bhi jab woh manzar nazar aate hai
Dil ki viraniyon ko mita jate hai

Dard mein bhi yeh lab muskura jaate hai
Beete lamhein humein jab bhi yaad aate hai
Dard mein bhi yeh lab muskura jaate hai
Beete lamhein humein jab bhi yaad aate hai

Beete lamheinnnnn
Dard Mein .....Beete lamheinnnnn