Wednesday, March 15, 2006

Dooba Dooba

Dooba dooba rehta hun aakhon mein teri
Deewana ban gaya hun mein chaahat mein teri
Dooba dooba rehta hun aakhon mein teri
Deewana ban gaya hun mein chaahat mein teri

Ab din guzarte nahi,Raate kati nahi
Tasweer se baat banti nahi,
To Aaja.....

Koi jaane na, Pehchane naa yeh hua kaise,
Tum aagaya khabon mein aise
Koi jaane na, Pehchane naa yeh hua kaise,
Tum aagaya khabon mein aise
Bewafaa, suno bewafaa
Bewafaa Na jaaaa....
Dooba dooba rehta hun aakhon mein teri

Tum jo mil gaye, Deeye jal gaye mere khaboon mein
Ban gao tum mere humsafar
Tum jo mil gaye, Deeye jal gaye mere khaboon mein
Ban gao tum mere humsafar
Bewafaa, suno bewafaa
Bewafaa Na jaaaa....

Dooba dooba rehta hun aakhon mein teri
Deewana ban gaya hun mein chaahat mein teri
Dooba dooba rehta hun aakhon mein teri
Deewana ban gaya hun mein chaahat mein teri


Ab din guzarte nahi,Raate kati nahi
Tasweer se baat banti nahi,
To Aaja.....Na Jaa Bewafaa...
Bewafaa aaja, bewafaa aaja
Bewafaa Na jaaaa....
Doobe............

2 comments:

Anonymous said...

thanks for posting the lyrics..

Anonymous said...

abe chutiye bahot galtiyaan hain is lyrics mein.... :P