Wednesday, March 15, 2006

Rabba.........

Rabba.........

Zindagi mein koyi kabhi aaye na rabba
Aaye jo koyi toh phir jaaye na rabba
Dene ho gar mujhe baad mein aansoo…
Toh pehele koyi hasaaye na rabba


Zindagi mein koyi kabhi aaye na rabba
Aaye jo koyi toh phir jaaye na rabba
Dene ho gar mujhe baad mein aansoo…
Toh pehele koyi hasaaye na rabba

Dil ke jo armaan the, dil mein hi reh gaye
Aashiqui jo kee toh ham, ashqon mein beh gaye

Gham ka fasaana hai, dard ye puraana hai
Itna bhi koyi yaad aaye na rabba

Zindagi mein koyi kabhi aaye na rabba
Aaye jo koyi toh phir jaaye na rabba
Dene ho gar mujhe baad mein aansoo…
Toh pehele koyi hasaaye na rabba

Ashq aankhon mein bhare hain, jigar jalta hai
Kya qayaamat hai,
kya qayaamat hai
Bhari barsaat mein ghar jalta hai

Yahi sochta hoon kaise usko bhoolaaunga
Na woh kabhi aayegi na, usse bhool paaunga
Jeene ka thheekaana hai na, marne ka bahaana hai
Itna bhi koyi bhi sataaye na rabba


Zindagi mein koyi kabhi aaye na rabba
Aaye jo koyi toh phir jaaye na rabba
Dene ho gar mujhe baad mein aansoo…
Toh pehele koyi hasaaye na rabba
Zindagi mein koyi kabhi aaye na rabba

No comments: