jaane kya hua,
jaane yeh kya ho gaya...
baithe baithe dil,
yunhi kahin kho gaya...
dil dhoondhe hai yaar woh...
dil bhar ke de pyar jo...
to jhoomengi baharein yeh nazarein..
jhoomenge deewane saare
jhoomengi yeh zaamein aasaman...
to jhoomengi baharein yeh nazarein
jhoomenge deewane saare
jhoomengi yeh zaamein aasaman...
mein na kahun woh ho chaand see
mein na kahun woh ho phool see
mein na kahun woh ho chaand see
mein na kahun woh ho phool see
woh to murat ho pyaar ki
woh zaroorat ho pyaar ki
to jhoomengi baharein yeh nazarein
jhoomenge deewane saare
jhoomengi yeh zaamein aasaman...
jaane kya hua,
jaane yeh kya ho gaya...
baithe baithe dil,
yunhi kahin kho gaya...
dil dhoondhe hai yaar woh
dil bhar ke de pyar jo
to jhoomengi baharein yeh nazarein
jhoomenge deewane saare
jhoomengi yeh zaamein aasaman...
jhoomengi baharein yeh nazarein
jhoome yeh deewane saare
jhoomengi yeh zaamein aasaman....
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment